Nadia Jamil Ne Blockbuster Film Veer Zaara Mein Kaam Karne Se Inkaar Kar Diya Tha

Pakistani actress Nadia Jamil ne khulasa kiya ke unhein Bollywood ki blockbuster film Veer Zaara mein kaam ke offer mili thi lekin unhon ne mana kar diya. Nadia ke mutabiq us waqt unka beta sirf teen mahine ka tha aur unhon ne apne bachay ko career par tarjeeh di. Logon ne ise career suicide kaha, lekin unke liye motherhood zyada ahem tha.

Saud Qasmi Aur Javeria Saud Live Transmission Mein Ro Paray

Saud Qasmi Ramzan transmission mein charity segment dekh kar jazbati hogaye aur camera par aa kar ro pade. Unhon ne ek mehmaan ki madad ke liye Bioniks ke CEO Anas Niaz se raabta karne ka wada bhi kiya. Is doran Saud apne bade bhai ko yaad kar ke bhi emotional ho gaye jin ki diabetes ki wajah se taang kaatni pari thi.

Namra Shahid Apni Late Mother Ko Yaad Karte Hue Ro Parin

Namra Shahid ne Nadia Khan ke show mein apni maa ke inteqal par jazbati ho kar rodiya. Unhone bataya ke unki maa unke liye hamesha support ka zariya rahi, unke taleem aur showbiz career mein unka saath diya. Namra ne kaha ke maa ki wafat unke liye bohot bara loss thi aur wo ab bhi us dard ko process kar rahi hain.

Husband Hamesha Acha Nahi Lagta, Magar Ikhtilaf-e-Raye Mein Respect Zaroori Hai: Maryam Nafees

I Was Shivering, Sania Mirza Ne Talaq Ke Baad Beta Ko Akele Paalne Par Khul Kar Baat Ki

Sachay Dost Showbiz Mein Kam Hotay Hain: Iffat Omar Ne Bataya Ke Unke Dost Kyun Nahi

Feroze Khan Ki Ex-Wife Aur Current Wife Ki Comments Mein Takkar

Sunil Grover Ne Pehli Baar Katrina Kaif Se Kaise Milwaya Tha Vicky Kaushal Ne Batadia

Allah Unko Sambhal Leta Hai: Merub Ali Ne Toxic Logon Se Deal Karne Ka Apna Tareeqa Bataya

3 Idiots Ka ‘Millimetre’ Rahul Kumar ‘Kilometre’ Ban Gaya Jab Uski Turkish Wife Ke Saath Photos Viral Hui

Abu Malik Ne Akshay Kumar Aur Twinkle Khanna Par Ilzaam Laga Diya

Shah Rukh Khan Ke Naam Par Pehla Property Mansoobah

Kim Kardashian Ne ChatGPT Ko Apna ‘Frenemy’ Kaha, Law Exams Mein Fail Hone Par

1 117 118 119 120 121 325