Nadia Jamil Ne Blockbuster Film Veer Zaara Mein Kaam Karne Se Inkaar Kar Diya Tha

Pakistani actress Nadia Jamil ne khulasa kiya ke unhein Bollywood ki blockbuster film Veer Zaara mein kaam ke offer mili thi lekin unhon ne mana kar diya. Nadia ke mutabiq us waqt unka beta sirf teen mahine ka tha aur unhon ne apne bachay ko career par tarjeeh di. Logon ne ise career suicide kaha, lekin unke liye motherhood zyada ahem tha.

Saud Qasmi Aur Javeria Saud Live Transmission Mein Ro Paray

Saud Qasmi Ramzan transmission mein charity segment dekh kar jazbati hogaye aur camera par aa kar ro pade. Unhon ne ek mehmaan ki madad ke liye Bioniks ke CEO Anas Niaz se raabta karne ka wada bhi kiya. Is doran Saud apne bade bhai ko yaad kar ke bhi emotional ho gaye jin ki diabetes ki wajah se taang kaatni pari thi.

Namra Shahid Apni Late Mother Ko Yaad Karte Hue Ro Parin

Namra Shahid ne Nadia Khan ke show mein apni maa ke inteqal par jazbati ho kar rodiya. Unhone bataya ke unki maa unke liye hamesha support ka zariya rahi, unke taleem aur showbiz career mein unka saath diya. Namra ne kaha ke maa ki wafat unke liye bohot bara loss thi aur wo ab bhi us dard ko process kar rahi hain.

Main Waisa Baap Nahi Banunga Jaise Mere Walid Thay: Usman Mukhtar

Karachi Maa Ki Tarha Hai Jo Apni Baahein Phela Kar Sab Ko Khush Aamdeed Kehta Hai: Mahira Khan

Vivek Oberoi Raat Mein Safar Kyun Nahi Karte? Jaan leva Haadsa Samne Aa Gaya

15 Se 16 Lac Kharcha Hai Mere Ghar Ka: Rajab Butt

Abhi Pyar Ki Talaash Nahi, Azaan Sami Khan Ne Divorce Ke Baad Kaha

Beti Ki Zindagi Mein Villain Ke Kirdaar Par Shamoon Abbasi Ne Khamooshi Tordi

Body Shaming 2025 Mein Bhi Jari Hai, Is Baar Usman Mukhtar Shikaar Hogaye

Rajab Butt Ki Wife Eman Ne Apni Saas Ko Diamond Ring Gift Ki

Nawal Saeed Ne Islam Ki Taleemat Mein Janwaron Ke Haqooq Par Apne Thoughts Share Kiye

Mardon Mein 100% Loyalty Ho Hi Nahi Sakti, Sania Iqbal

1 116 117 118 119 120 325