Nadia Jamil Ne Blockbuster Film Veer Zaara Mein Kaam Karne Se Inkaar Kar Diya Tha

Pakistani actress Nadia Jamil ne khulasa kiya ke unhein Bollywood ki blockbuster film Veer Zaara mein kaam ke offer mili thi lekin unhon ne mana kar diya. Nadia ke mutabiq us waqt unka beta sirf teen mahine ka tha aur unhon ne apne bachay ko career par tarjeeh di. Logon ne ise career suicide kaha, lekin unke liye motherhood zyada ahem tha.

Saud Qasmi Aur Javeria Saud Live Transmission Mein Ro Paray

Saud Qasmi Ramzan transmission mein charity segment dekh kar jazbati hogaye aur camera par aa kar ro pade. Unhon ne ek mehmaan ki madad ke liye Bioniks ke CEO Anas Niaz se raabta karne ka wada bhi kiya. Is doran Saud apne bade bhai ko yaad kar ke bhi emotional ho gaye jin ki diabetes ki wajah se taang kaatni pari thi.

Namra Shahid Apni Late Mother Ko Yaad Karte Hue Ro Parin

Namra Shahid ne Nadia Khan ke show mein apni maa ke inteqal par jazbati ho kar rodiya. Unhone bataya ke unki maa unke liye hamesha support ka zariya rahi, unke taleem aur showbiz career mein unka saath diya. Namra ne kaha ke maa ki wafat unke liye bohot bara loss thi aur wo ab bhi us dard ko process kar rahi hain.

Baccha Har Haal Mein Mutasir Hoga Chahe Woh Do Logon Ko Naraaz Ya Separate Dekh Raha Ho: Sania Mirza

Sarah Khan Ne Shadi Ke Baad Falak Ko Kya Kaha, Aur Falak Ne Kis Tarha Support Kiya?

Industry Ke Log Saath Khate Hain Taakay Aap Ko Jaan Ske Aur Kaat Ske: Khushal Khan

“Bas Do Dil Apne Favourite Insan Ka Ghar Wapas Aane Ka Intezaar Kar Rahe Hain”: Emaan Rajab

Meri Dili Khwahish Hai Ke Mein Kaaba Jaon Or Wahan Azan Doon: Atif Aslam

Dulha Dulhan Pe 50% Discount Chal Raha Hai: Naumaan Ijaz

Mera Naam Clickbait Na Banayen: Nora Fatehi Ka Drug Syndicate Se Mansoob Ilzamaat Par Shadeed Rad-e-Amal

Ajay Devgn Ne Zindagi Ka Khofnaak Tareen Tajurba Bata Diya

Feroze Khan Apni Ex Wife Aliza Ko Kitni Raqam Ada Karte Hain? Behan Ne Tafseelat Bata Di

YouTuber Sham Idrees Ke Ghar Teesri Beti Ki Paidaish, Naam Serena Idrees Rakha

1 115 116 117 118 119 325