Nadia Jamil Ne Blockbuster Film Veer Zaara Mein Kaam Karne Se Inkaar Kar Diya Tha

Pakistani actress Nadia Jamil ne khulasa kiya ke unhein Bollywood ki blockbuster film Veer Zaara mein kaam ke offer mili thi lekin unhon ne mana kar diya. Nadia ke mutabiq us waqt unka beta sirf teen mahine ka tha aur unhon ne apne bachay ko career par tarjeeh di. Logon ne ise career suicide kaha, lekin unke liye motherhood zyada ahem tha.

Saud Qasmi Aur Javeria Saud Live Transmission Mein Ro Paray

Saud Qasmi Ramzan transmission mein charity segment dekh kar jazbati hogaye aur camera par aa kar ro pade. Unhon ne ek mehmaan ki madad ke liye Bioniks ke CEO Anas Niaz se raabta karne ka wada bhi kiya. Is doran Saud apne bade bhai ko yaad kar ke bhi emotional ho gaye jin ki diabetes ki wajah se taang kaatni pari thi.

Namra Shahid Apni Late Mother Ko Yaad Karte Hue Ro Parin

Namra Shahid ne Nadia Khan ke show mein apni maa ke inteqal par jazbati ho kar rodiya. Unhone bataya ke unki maa unke liye hamesha support ka zariya rahi, unke taleem aur showbiz career mein unka saath diya. Namra ne kaha ke maa ki wafat unke liye bohot bara loss thi aur wo ab bhi us dard ko process kar rahi hain.

Halloween Party Mein Hui Police Ki Raid: Lahore

Maya Ali Aur Bilal Ashraf Ki Film Khan Tumhara Ka Teaser Release

Kya Hania Ke Baad Merub Ne Bhi Asim Azhar Ke Concert Mein Shirkat Ki? Gulukaar Bhi Bol Pare

Fans Chahtay Hain Ke Dananeer Mobeen Aur Ahad Raza Mir Shadi Kar Lein

Kya Vicky Kaushal Samajhte Hain Ke Katrina Kaif Ab Bhi Unse ‘Bari Star’ Hain?

Kya Shahnaz Gill Aur Shubman Gill Behn Bhai Hain? Adakara Ne Wazahat Kar Di

Shehnaz Gill Ne Late Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Ki Singing Ko Divine Bataya

Ranveer Singh Kaise Bollywood Mein Chaa Gaye Apne Style, Talent Aur Charm Ke Saath?

‘Badtameezi Mat Karo, Muh Band Rakho’ Jaya Bachchan Paparazzi Par Bharak Uthi

Ranveer Singh Ne Bataya Unko Deepika Padukone Ke Sath Kam Karke Kesa Lagta Hai

1 118 119 120 121 122 325