Nadia Jamil Ne Apni Umar Bata Kar Sab Ko Hairaan Kar Diya

Nadia Jamil ne bataya hai ke wo is saal 54 saal ki ho jayengi aur unhen apni umar par fakhr hai. Unhon ne kaha ke aaj kal ke daur mein 50 saal tak pohanchna bhi aik kamyabi hai. aur kaha ke Allah ke siwa kisi ki zaroorat nahi aur har aurat ko chahiye ke wo doosron ke bajaye pehle khud se mohabbat karein.

7 Saal Ka Intezar Khatam; Aiman Khan Ki Acting Ki Duniya Mein Shandaar Wapsi

Aiman Khan saat saal baad acting mein wapis aa rahi hain. Unhon ne apne career se lamba break liya tha, magar ab wo naye projects ke liye taiyaar hain. Fans unhen dobara screen par dekhne ke liye boht excited hain aur unka kehna hai ke Aiman ki wapsi se industry mein aik nayi jaan aa jaye gi.

Rajab Butt Ka Naya Gaana “My Side”; Teaser Ne Social Media Par Aag Laga Di

Rajab Butt ka naya gaana “My Side” ka teaser release hote hi social media par viral ho gaya hai. Is video mein wo aik naye “vintage look” mein nazar aa rahe hain. Fans is naye andaaz ko boht pasand kar rahe hain aur mukammal gaane ka intezar kar rahe hain, jo 24 April ko release kiya jayega.

Imad Wasim Ke Lawyer Ka Ex-Wife Sannia Ashfaq Ko Jawab

Gohar Rasheed Ka Shadi Ke Baad Aurton Ke Badalne Par Dilchasp Statement

Zara Noor Abbas Ne Sajal Aly Ke Sath Larai Par Khamoshi Tordi

Saba Faisal Ne Apne Viral Aur Controversial Bayan Ki Wazahat Kardi

Ramzan Ke Mubarak Mahine Mein Umrah Naseeb, Samiya Hijab Khush Naseeb Musalmano Mein Shamil

Zara Noor Abbas Ka Imad Wasim Aur Sannia Ashfaq Ki Controversy Par Reaction

Sehar Khan Ramzan Mein Umrah Ki Sa’adat Hasil Karte Hue Masjid-e-Nabwi Se Roohani Lamhe Share Kar Diye

Fiza Ali Ko Dr Nabiha Ali Ke Maamle Par Overreact Karne Par Trolling Ka Samna

Sadia Imam Ka Kafeel Ke Disastrous Camera Work Par Tanqeed

Mishi Khan Ka Dr Nabiha Ali Khan Ko Mashwara

1 42 43 44 45 46 357