Nadia Jamil Ne Blockbuster Film Veer Zaara Mein Kaam Karne Se Inkaar Kar Diya Tha

Pakistani actress Nadia Jamil ne khulasa kiya ke unhein Bollywood ki blockbuster film Veer Zaara mein kaam ke offer mili thi lekin unhon ne mana kar diya. Nadia ke mutabiq us waqt unka beta sirf teen mahine ka tha aur unhon ne apne bachay ko career par tarjeeh di. Logon ne ise career suicide kaha, lekin unke liye motherhood zyada ahem tha.

Saud Qasmi Aur Javeria Saud Live Transmission Mein Ro Paray

Saud Qasmi Ramzan transmission mein charity segment dekh kar jazbati hogaye aur camera par aa kar ro pade. Unhon ne ek mehmaan ki madad ke liye Bioniks ke CEO Anas Niaz se raabta karne ka wada bhi kiya. Is doran Saud apne bade bhai ko yaad kar ke bhi emotional ho gaye jin ki diabetes ki wajah se taang kaatni pari thi.

Namra Shahid Apni Late Mother Ko Yaad Karte Hue Ro Parin

Namra Shahid ne Nadia Khan ke show mein apni maa ke inteqal par jazbati ho kar rodiya. Unhone bataya ke unki maa unke liye hamesha support ka zariya rahi, unke taleem aur showbiz career mein unka saath diya. Namra ne kaha ke maa ki wafat unke liye bohot bara loss thi aur wo ab bhi us dard ko process kar rahi hain.

Your Body Is Beautiful: Rajab Butt Ki Samiya Hijab Se Na-Munasib Guftagu Viral

Gen Z Ki Emotional Power Par Ananya Pandey Ka Bold Bayan Viral

Malala Yousafzai Ne Bataya Ke Unhein Selena Gomez Ne Normal College Students Ki Tarha Dress-up Karna Sikhaya

Munni Ka 10 Saal Baad Dobarah Cinema Mein Grand Comeback

Nick Jonas Ne Priyanka Chopra Ke Stunning Look Par Kia Kaha?

Routine Check-Up Mein Pata Chala Kisi Bhi Symptom Ka Andaza Nahi Tha: Mahima Chaudhry

Asli Faisla Awam Ka Hona Chahiye, Unki Tareef Hamare Liye Hosla Afzaa Hai: Syed Jibran

Mahira Khan Aur Fawad Khan Ka Jald TV Par Dobarah Saath Nazar Aana Expected Hai

Warda Malik Ne Mashhoor Influencers Ki Asli Income Ka Raaz Faash Kar Diya

Suniel Shetty Ke Baad Ahan Shetty Ne Entourage Rumours Par Khamoshi Tod Di: ‘Sab Jhooth Hai’

1 113 114 115 116 117 325