Maya Khan Ka Veena Malik Ke Viral Clip Aur Producers Par Bara Inkishaaf

Maya ne Ramzan transmissions mein rating ke liye hone wali sansani ka bhanda phod diya. Unhon ne kaha ke host se zyada producers rating aur paison ke liye actors se aisa kaam karwatay hain. Veena Malik ke viral clip par baat karte hue unhon ne producers ko barabar ka zimmedar thehraya aur kaha ke actors ko royalties na milna asal masla hai.

Drame Mein Apni Hi Maa Ka Bachpan Ban Gayi: Jahan Ara Ne Sab Ko Heran Kar Diya

Mashhoor adakaara Faiza Hasan ki beti Jahan Ara ne drama ‘Tum Larkay Bhi Na’ se acting ki duniya mein qadam rakh diya hai. Dilchasp baat yeh hai ke unhon ne drame mein apni hi walida ke bachpan ka kirdar ada kiya. Jahan Ara ki shakal aur muskurahat bilkul apni maa se milti hai, jisay dekh kar fans dang reh gaye.

Hania Aur Asim Ki Shadi Ki Khabrain Zair Gardish, Adakara Ka Bayan

Rehman Dakait Ke Dost Ne Bollywood Ka Shukriya Ada Kiya, Kehte Hain Wo Hero Tha

Hania Aamir Aur Yashma Gill Ki Christmas Celebration Par Sakht Tanqeed

Orry Ne Dhruv Ko Janhvi Kapoor Ki Appearance Par Tanqeed Karne Par Janhvi Ka Difa Kiya

Katrina Ne Salman Khan Ko Kis Tarah Ki Zindagi Ki Dua Di

Rushna Khan Ne Case No. 9 Ke Offer Aur Top Actors Ke Sath Kaam Ka Tajurba Share Kiya

Hiba Bukhari Aur Yasir Hussain Ne Danish Taimoor Ko Pakistan Ka Salman Khan Qarar De Diya

Drishyam 3 Se Akshaye Khanna Ke Exit Ki Asal Wajah Kiya Hai?

John Abraham Ke Fan Ne Diya Functional Mini Hayabusa Bike; Video Ho Gaya Viral

Nasa Ka Chand Par Utarne Ka Dawa Jaali Hai: Kim Kardashian

1 66 67 68 69 70 322