Nadia Hussain Ne Aashir Wajahat Ko ‘Pakistan Ka SRK’ Qarar De Diya

Pakistani Mashhoor adakara Nadia Hussain ne drama ‘Kafeel’ mein Aashir Wajahat ki shandaar adakari ki tareef ki hai. Unhon ne Aashir ke jazbati scene aur confident andaz se mutasir ho kar unhein ‘Pakistan ka SRK’ qarar diya hai, jo ke unke kaam ke liye ek bohat bara aizaz hai.

Asma Abbas Ne Apne Indian Fans Ke Liye Muhabbat Ka Izhar Kar Diya

Mashhoor adakara Asma Abbas ne apne Indian fans aur doston ke liye muhabbat ka izhaar kiya hai. Unhon ne afsos zahir kiya ke siyasi talkhi ki wajah se dono mulkon ke log mil nahi sakte. Asma ne umeed zahir ki ke aik din log bina kisi pabandi ke aik dusre se mil sakenge.

Maine 1 Saal Pakistan Aur 3 Saal Canada Mein Kaam Kiya Hai; Nameer Khan

Pakistani dramo mein kam kar ke shoharat pane wale Adakaar Nameer Khan ne inkishaf kiya hai ke wo adakari ke sath-sath aik software engineer bhi hain. Tabish Hashmi ke show mein unhon ne bataya ke unhon ne 1 saal Pakistan mein aur 3 saal Canada mein Quality Assurance ke tor par kaam kiya hai.

Kafi Kami Ke Bad Gold Ki Qeematon Mein Izafa, 2 Aug

Pakistan Ne Afghan Refugees Ke Khilaaf Nayi Deportation Drive Shuru Kar Di!

Monsoon Ka Silsila September Ke End Tak Jari Rehne Ka Imkaan!

Pakistan Army Ne Z-10ME Attack Helicopters Force Mein Shamil Kar Liye!

Imran Khan Ka Baat Cheet Se Inkaar PTI Ke Liye Nuksan Ka Sabab

Mosam Ki Taaza Soorat E Haal 2 Aug, 3:05 PM

UAE Ne Pakistani Visa Process Tez Karne Ka Elan Kar Diya

Iranian President Pezeshkian Ka 2 Roza Pakistan Ka Daura

UAE Ambassador Ki Murree Mein Nawaz Sharif, Maryam Se Mulaqaat

Pakistan Ke Taraf Se Iran-America ke Tension Kam Karne Ka Faisla

1 311 312 313 314 315 361