Blockbuster dramas Shaidai aur Zanjeerein se shohrat panay wali adakaara Sahar Hashmi jald hi Hum TV ke naye baray project Jamal-e-Zohra me nazar ayein gi. Is drama me unke sath Ahsan Khan aur Shahzad Sheikh markazi kirdar nibha rahe hain, jis par internet par Fans ka mixed rad-e-amal samne aya hai.