
Maaz Safder Ka Pehla Ramzan Waldain Ke Baghair, Fans Mein Jazbati Behas
Mashhoor YouTuber Maaz Safder ne waldain ke baghair pehle Ramzan ki jhalak share ki, jis par social media par behas shuru ho gayi. Sahoor aur iftar ke lamhon mein unki jazbati video ne fans ko udaas bhi kiya. Kuch log waalid ke independent rehne ke faislay ko sahi keh rahe hain, jab ke kuch family routine miss kar rahe hain.



