Nadia Jamil Ne Blockbuster Film Veer Zaara Mein Kaam Karne Se Inkaar Kar Diya Tha

Pakistani actress Nadia Jamil ne khulasa kiya ke unhein Bollywood ki blockbuster film Veer Zaara mein kaam ke offer mili thi lekin unhon ne mana kar diya. Nadia ke mutabiq us waqt unka beta sirf teen mahine ka tha aur unhon ne apne bachay ko career par tarjeeh di. Logon ne ise career suicide kaha, lekin unke liye motherhood zyada ahem tha.

Saud Qasmi Aur Javeria Saud Live Transmission Mein Ro Paray

Saud Qasmi Ramzan transmission mein charity segment dekh kar jazbati hogaye aur camera par aa kar ro pade. Unhon ne ek mehmaan ki madad ke liye Bioniks ke CEO Anas Niaz se raabta karne ka wada bhi kiya. Is doran Saud apne bade bhai ko yaad kar ke bhi emotional ho gaye jin ki diabetes ki wajah se taang kaatni pari thi.

Namra Shahid Apni Late Mother Ko Yaad Karte Hue Ro Parin

Namra Shahid ne Nadia Khan ke show mein apni maa ke inteqal par jazbati ho kar rodiya. Unhone bataya ke unki maa unke liye hamesha support ka zariya rahi, unke taleem aur showbiz career mein unka saath diya. Namra ne kaha ke maa ki wafat unke liye bohot bara loss thi aur wo ab bhi us dard ko process kar rahi hain.

Vivek Oberoi Ne Tere Liye Song Par Dance Kiya, Atif Aslam Ko Tag Nahi Kiya Logon Ne Criticise Kiya

Mahira Khan Ki Saba Qamar Se Khamosh Dushmani Par Khul Kar Baat

Vijay Ne Mere Us Dard Ka Madawa Kiya Jo Kisi Aur Ne Diya Tha: Rashmika Mandanna

Rasha Thadani Ka Film Industry Mein Debut Kis Ke Sath?

Fawad Khan Ne 2025 Ko Tanqeed Ka Saal Qarar De Diya

Tabish Hashmi Ka Apne Naam Ka Chhupa Hua Raaz Samne Agaya

Deepika Padukone Ne Bari Bari Films Reject Karne Ki Wajah Bata Di

Main Ne Bar Bar Samjha Kar Apni Biwi Ko Grooming Ka Aadi Banaya: Ahsan Khan

Lady Gaga Ka Career Ke Urooj Par Shadeed Zehni Dabaav Ka Inkishaaf

Fawad Khan Social Media Se Door Kyun Rehte Hain?

1 111 112 113 114 115 325