“Mujhe Dubai Ki Branded Duniya Se Uljhan Hoti Hai” Bushra Ansari

Bushra Ansari ne kaha hai ke unhen Dubai ki branded zindagi se uljhan hoti hai. Unhon ne numaish ke bajaye saadgi aur asliyat ko tarjeeh dene ki baat ki. Bushra Ansari ka manna hai ke insaan ko materialistic cheezon ke bajaye zaroorat pasandi apnani chahiye. Unka ye bayaan modern lifestyle ke hawale se aik mukhtalif aur mature soch ko zahir karta hai.

“Ghar Ke Mulazmeen Hi Gharon Mein Larai Karwate Hain” Saba Faisal

Saba Faisal ne inkishaf kiya hai ke ghar ka sukoon ya fasad mulazmeen ke hath mein hota hai aur wahi aksar gharon mein jhagron ki wajah bante hain. Unhon ne bataya ke unki apni domestic help bhi unse chughli karne ki koshish karti hai, lekin wo foran unhen khamosh kara deti hain.

Rushna Khan Ne Case No. 9 Ke Offer Aur Top Actors Ke Sath Kaam Ka Tajurba Share Kiya

Hiba Bukhari Aur Yasir Hussain Ne Danish Taimoor Ko Pakistan Ka Salman Khan Qarar De Diya

Drishyam 3 Se Akshaye Khanna Ke Exit Ki Asal Wajah Kiya Hai?

John Abraham Ke Fan Ne Diya Functional Mini Hayabusa Bike; Video Ho Gaya Viral

Nasa Ka Chand Par Utarne Ka Dawa Jaali Hai: Kim Kardashian

Dramas Aur Film Fans Ke Liye Kyun 2026 Exciting Saal Hoga?

Hamare Muashray Mein Hindu Dost Bhi Hain Jinki Numaindagi Ahem Aur Zaroori Hai: Naveen Waqar

Hrithik Roshan Ke Cousin Ki Shadi Par Unki Girlfriend Ka Jazbati Paigham

Pakistani Celebrities Ne Celebrate Kia Christmas 2025

Hira Mani Ke Bold Expressions Video Par Shadeed Backlash

1 102 103 104 105 106 357