Nadia Hussain Ne Aashir Wajahat Ko ‘Pakistan Ka SRK’ Qarar De Diya

Pakistani Mashhoor adakara Nadia Hussain ne drama ‘Kafeel’ mein Aashir Wajahat ki shandaar adakari ki tareef ki hai. Unhon ne Aashir ke jazbati scene aur confident andaz se mutasir ho kar unhein ‘Pakistan ka SRK’ qarar diya hai, jo ke unke kaam ke liye ek bohat bara aizaz hai.

Asma Abbas Ne Apne Indian Fans Ke Liye Muhabbat Ka Izhar Kar Diya

Mashhoor adakara Asma Abbas ne apne Indian fans aur doston ke liye muhabbat ka izhaar kiya hai. Unhon ne afsos zahir kiya ke siyasi talkhi ki wajah se dono mulkon ke log mil nahi sakte. Asma ne umeed zahir ki ke aik din log bina kisi pabandi ke aik dusre se mil sakenge.

Maine 1 Saal Pakistan Aur 3 Saal Canada Mein Kaam Kiya Hai; Nameer Khan

Pakistani dramo mein kam kar ke shoharat pane wale Adakaar Nameer Khan ne inkishaf kiya hai ke wo adakari ke sath-sath aik software engineer bhi hain. Tabish Hashmi ke show mein unhon ne bataya ke unhon ne 1 saal Pakistan mein aur 3 saal Canada mein Quality Assurance ke tor par kaam kiya hai.

Megan Ne Byron Ka Surname Hata Diya

Bijli Ki Qeemat Mein Kami Ka Imkaan

19 July Currency Rates in Pakistan PKR Exchange Rates

Clove Ka Pani Sahet Mand Zindagi Ki Kunji

Retired Life? Ducky Bhai Ka Jawab, Malaysia

Business Ya Career Ki Tension, Log Kya Kahenge?

Imran Ashraf ki Punjabi Movie ka Poster Released

Farkh Khokhar Ne Jamiat Ulema-e-Islam Join Karli

Tuba Anwar Ke Paise Aakhir Ja Kahan Rahe Hain?

Pakistan Mein Gold Ki Qeematon Mein Izafa

1 329 330 331 332 333 361