Nadia Hussain Ne Aashir Wajahat Ko ‘Pakistan Ka SRK’ Qarar De Diya

Pakistani Mashhoor adakara Nadia Hussain ne drama ‘Kafeel’ mein Aashir Wajahat ki shandaar adakari ki tareef ki hai. Unhon ne Aashir ke jazbati scene aur confident andaz se mutasir ho kar unhein ‘Pakistan ka SRK’ qarar diya hai, jo ke unke kaam ke liye ek bohat bara aizaz hai.

Asma Abbas Ne Apne Indian Fans Ke Liye Muhabbat Ka Izhar Kar Diya

Mashhoor adakara Asma Abbas ne apne Indian fans aur doston ke liye muhabbat ka izhaar kiya hai. Unhon ne afsos zahir kiya ke siyasi talkhi ki wajah se dono mulkon ke log mil nahi sakte. Asma ne umeed zahir ki ke aik din log bina kisi pabandi ke aik dusre se mil sakenge.

Maine 1 Saal Pakistan Aur 3 Saal Canada Mein Kaam Kiya Hai; Nameer Khan

Pakistani dramo mein kam kar ke shoharat pane wale Adakaar Nameer Khan ne inkishaf kiya hai ke wo adakari ke sath-sath aik software engineer bhi hain. Tabish Hashmi ke show mein unhon ne bataya ke unhon ne 1 saal Pakistan mein aur 3 saal Canada mein Quality Assurance ke tor par kaam kiya hai.

Trump Ke Bayan Se Modi Ke Zakhm Taaza

PTI Ke Arkaan Ki Disqualification Ka Silsila Tez

30 July Currency Rates in Pakistan PKR Exchange Rates

Punjab Ke Tamam Parks Aur Gardens Mein Smoking Banned

Lahore Mein Animal Waste Se Biogas Banane Ka Tajurba

Liquor Case Mein CM Gandapur Ki Court Hazri

Beto Ko Pakistan Aane Se Mana Kiya, Protest Mein Shamil Nahi Honge

Mustafa Amir Murder: Armaghan, Shiraz Ka Challan Jama

New York, Manhattan Mein Firing Mein NYPD Officer Jaan Bahaq

Video Leak Ke Baad Rajab Ne Diya Sala Ko Karara Jawab

1 318 319 320 321 322 361