Nadia Hussain Ne Aashir Wajahat Ko ‘Pakistan Ka SRK’ Qarar De Diya

Pakistani Mashhoor adakara Nadia Hussain ne drama ‘Kafeel’ mein Aashir Wajahat ki shandaar adakari ki tareef ki hai. Unhon ne Aashir ke jazbati scene aur confident andaz se mutasir ho kar unhein ‘Pakistan ka SRK’ qarar diya hai, jo ke unke kaam ke liye ek bohat bara aizaz hai.

Asma Abbas Ne Apne Indian Fans Ke Liye Muhabbat Ka Izhar Kar Diya

Mashhoor adakara Asma Abbas ne apne Indian fans aur doston ke liye muhabbat ka izhaar kiya hai. Unhon ne afsos zahir kiya ke siyasi talkhi ki wajah se dono mulkon ke log mil nahi sakte. Asma ne umeed zahir ki ke aik din log bina kisi pabandi ke aik dusre se mil sakenge.

Maine 1 Saal Pakistan Aur 3 Saal Canada Mein Kaam Kiya Hai; Nameer Khan

Pakistani dramo mein kam kar ke shoharat pane wale Adakaar Nameer Khan ne inkishaf kiya hai ke wo adakari ke sath-sath aik software engineer bhi hain. Tabish Hashmi ke show mein unhon ne bataya ke unhon ne 1 saal Pakistan mein aur 3 saal Canada mein Quality Assurance ke tor par kaam kiya hai.

Suleman Shehbaz Bounced Cheque Case Mein Bari Ho Gaye

Nida Saleh Malik Bani Pakistan Ki Pehli Female Train Driver

Petrol 1 August Se Ho Sakta Hai 9 Rupay Sasta!

Shadi Se Inkaar Par Qatal, Na Islam Mein, Na Qanoon Mein

Pakistan Ka Pehla Auto Safety Law Manzoor Ho Gaya

Mosam Ki Taaza Soorat E Haal 31 July, 1:42 PM

Shehbaz Sharif Ka Mehngi Cheeni Par Sakht Action Jari

Pakistan Ka Naya Satellite Launch, Space Mein Naya Qadam

Hajj 2026 Mein Private Hajj Ka Hissa Aadha Kiya Gaya

FBR Ka Rs111 Billion Fine Solar Companies Par

1 315 316 317 318 319 361