Nadia Hussain Ne Aashir Wajahat Ko ‘Pakistan Ka SRK’ Qarar De Diya

Pakistani Mashhoor adakara Nadia Hussain ne drama ‘Kafeel’ mein Aashir Wajahat ki shandaar adakari ki tareef ki hai. Unhon ne Aashir ke jazbati scene aur confident andaz se mutasir ho kar unhein ‘Pakistan ka SRK’ qarar diya hai, jo ke unke kaam ke liye ek bohat bara aizaz hai.

Asma Abbas Ne Apne Indian Fans Ke Liye Muhabbat Ka Izhar Kar Diya

Mashhoor adakara Asma Abbas ne apne Indian fans aur doston ke liye muhabbat ka izhaar kiya hai. Unhon ne afsos zahir kiya ke siyasi talkhi ki wajah se dono mulkon ke log mil nahi sakte. Asma ne umeed zahir ki ke aik din log bina kisi pabandi ke aik dusre se mil sakenge.

Maine 1 Saal Pakistan Aur 3 Saal Canada Mein Kaam Kiya Hai; Nameer Khan

Pakistani dramo mein kam kar ke shoharat pane wale Adakaar Nameer Khan ne inkishaf kiya hai ke wo adakari ke sath-sath aik software engineer bhi hain. Tabish Hashmi ke show mein unhon ne bataya ke unhon ne 1 saal Pakistan mein aur 3 saal Canada mein Quality Assurance ke tor par kaam kiya hai.

Dubai Mein Pakistan Mart, Exports Ka Naya Dor

Sufiyan Muqeem Ubhra, Babar T20 Top 20 Mein Hai

Pakistan Aur Azerbaijan Ka Trade Boost Plan Tay

Heart Attack Ke Signs Samjhein, Jaan Bachayein Barwaqt Action Se

TTP Aur Jirga Ka Moahida, Tirah Mein Qayaam Barqarar

India, Uttarakhand Flash Flood Se 100 Lapata, 4 Halaak

Pakistan China Se EV Technology Lene Ko Tayyar Hai

COAS Asim Munir Ke President Banne Ki Afwaah Rad

Trump Ki Rooftop Appearance, Nuclear Missiles Ka Mazaaq Kiya

Malik Riaz Absconder, NAB 7 August Ko Auction Karega

1 303 304 305 306 307 361