Shahid Afridi Karachi Chhor Kar Mustaqil Tor Par Islamabad Muntaqil

Shahid Afridi ne Karachi chhor kar mustaqil tor par Islamabad muntakil hone ki tasdeeq kar di. Woh siyasat mein shamil nahi ho rahe aur hukoomat ya ahem ohdon ki peshkash ko qabool nahi karenge. Shahid Afridi ne kaha ke mulk ki taraqqi ke liye policies aur aini idaron mein tasalsul zaroori hai, aur woh Pakistan ko taraqqi karta hua dekhna chahte hain.

Danish Taimoor Aur Ayeza Khan Ka UAE Mein Yaadgar Safari Experience

Danish Taimoor aur Ayeza Khan UAE mein desert safari enjoy karte nazar aa rahe hain jahan unhon ne Ayeza ka birthday celebrate kiya. Couple simple casual outfits aur traditional kaffiyeh ke saath bohat relaxed aur khush dikh raha tha. Danish ne desert ki khamoshi aur sukoon ko describe karta hua ek khoobsurat caption bhi share kiya.

20 June Currency Rates in Pakistan – PKR Exchange Rates

Squid Game Season 3 Jald Araha Hai

Non-Filers Par Property Sale Par 9.5% Tak Tax Ka Imkaan

K-Electric ne Orangi Town se 290kg illegal taaren hata di

Instagram Ka Naya Trend Chehra Fresh Ya Skin Dry

Cheeni Ke Zakheera Andozon Par Crackdown Bari Import Ki Ijazat

Breakup Ke Baad Merub Ki Insta Story Samne Aayi

Kya Aap Bhi Green Line Se Pareshan Hain

Karachi mai Congo Virus se doosri maut

Cambridge Paper Leak 2025

1 277 278 279 280