‘Kafeel’ YouTube Par 100 Million Views Ka Naya Record Set Kar Gaya!

Sanam Saeed aur Emmad Irfani ka drama ‘Kafeel’ YouTube par 100 Million views cross kar chuka hai. Sirf 22 episodes mein milne wali is zabardast popularity ne ise ek digital record-breaker bana diya hai. December 2025 mein shuru hone wala ye drama har episode ke sath YouTube par trend karta rehta hai.

Sehar Khan Ka Bachon Ki Parwarish Ke Liye Ahem Paighaam

Mashhoor adakara Sehar Khan ne next generation ke bachon ki parwarish ke bare mein ek zaroori paighaam diya. Unka kehna hai ke bachon ko mil jul kar rehna, mohabbat karna aur narmi se baat karna sikhana chahiye taake woh larna jhagra karne ke bajaye achhi baaton aur ek jaisi soch par tawajjo dein.

Zill-e-Shah Wala Andaaz! Shaan Shahid Ki Film Bullah Ka Gaana Fans Ko Pasand Aa Gaya

Pakistan ke superstar Shaan Shahid apni nayi film Bullah ke sath dhamakedar wapsi kar rahe hain. Unhon ne film ka naya spiritual gana ‘Lajpalan’ share kiya hai, jis mein wo apne purane mashhoor Zill-e-Shah wale andaz mein darbar par dhamal daltay nazar aa rahe hain. Fans is naye kalam aur Shaan ki acting ko bohat pasand kar rahe hain.

Apni Marhooma Walida Ko Yaad Karte Hue Sahar Hashmi Jazbaati Ho Gayeen

Sahar Hashmi apni marhooma walida ko yaad karte hue jazbaati ho gayeen. Unhon ne ek intehai dukh bhari video share ki jis mein wo apni walida ki judai ka gham bayan kar rahi hain. Sahar ka kehna tha ke kuch din un par bohot bhari guzarte hain aur wo hamesha apni maa ki maujoodgi ko mehsoos karti hain.

Javeria Saud Ka Sangeeta Par War “Cheap Publicity Ka Saahara Mat Lo”

Imran Khan Ki 10 Saal Baad Bollywood Mein Wapsi

Nadia Afghan Ka Naumaan Ijaz Ke Saath Kaam Karne Ka Tajurba Kaisa Raha?

Beton Ko Adakar Banne Ki Zaroorat Nahi, Wo Waalid Ki Tarah YouTuber Ban Sakte Hain: Madhuri Dixit

Shadi Ki Expiry Date Aur Renewal Option Hona Chahiye, Kisi Ko Zyada Arsa Tak Suffer Nahi Karna Chahiye: Kajol Devgan

Shazeal Shoukat Ek Baar Phir Surkhiyon Mein

Riders Ko Tip Dena Farz Nahi Lekin Unko Zaleel Na Karna Farz Hai: Fiza Ali To Nida Yasir

TV Par Kaam Ne Mujhe Sust Bana Diya, Ek Dhele Ki Mehnat Nahi Hoti: Kapil Sharma

Rashmika Mandanna Ka AI Se Ghalat Tasveerain Banane Walon Ko Saza Dene Ka Mutaliba

Aesa Kya Keh Diya Rajab Butt Ki Walida Ne?

1 98 99 100 101 102 324