
Iqra Aziz Ki Nayi Photos Viral; Adakaara Ne Kamiyabi Se Kaam Aur Maamta Ka Balance Barqarar Rakha
Adakaara Iqra Aziz ne apne kaam aur personal life ke darmiyan behtareen tawazun ki nayi tasaveer share ki hain. Iqra ne dikhaya ke wo kis tarah shooting ke saath apni beti ki parvarish ki zimmedariyan nibha rahi hain. Fans unhein aik “Supermom” qarar dete hue unki himmat ki tareef kar rahe hain.



