New York City ke naye mayor, Zohran Mamdani, ne na sirf America balke Pakistan mein bhi headlines bana di hain. Social media users ka kehna hai ke unki shakal Pakistani singer-actor Junaid Khan se hairan kun milti hai. Junaid Khan ne bhi is comparison ko mazaahiya andaaz mein appreciate kiya!