Reema Khan ne zindagi aur khushiyan baantne ke hawale se aik bohot hi pyara paigham share kiya hai. Unhon ne farmaya ke zindagi tab behtar hoti hai jab aap khush hote hain, lekin yeh tab behtareen ban jati hai jab aap ki wajah se doosre khush hon. Saath hi unhon ne sab ke liye Allah ke karam ki dua bhi ki.