Pakistani drama ‘Dar-e-Nijat’ ke episode 26 mein Zaryab ki roohani tabdeeli aur Fajr ki namaz adaa karne ke manzar ne dekhne walon ki aankhen nam kar di hain. Doosri taraf, Abu Bakar ne apni maa ki mazi ki haqeeqat samne aane par bhi apna pur-sukoon andaz barqarar rakha, jis par fans ne unki tareef ki.