Drama ‘Zanjeerain’ me zabadast twist ke baad Sahar Hashmi ne Anayah Shahid ki shandar acting par unhe ‘Star Girl’ keh kar saraha hai. Episode me Anayah ke kirdar Shireen ne Sohrab Khan ka naam samne laya. Unki behtar acting par fans aur dusre creators bhi unki khub tareef kar rahe hain.