Adakara Yumna Zaidi ne zindagi aur sukoon par aik gehri baat share ki hai. Unhon ne kaha ke insaan duniya mein sirf khushi aur aasaish dhoondta hai, lekin dil ki asli jeet aur sukoon mushkilat ke doosre pehlu mein hai. Yumna ki is baat ko fans behad pasand kar rahe hain.