Sistrology ki famous YouTuber Zainab Faisal ki boxing match ki video social media par viral ho gayi hai. Ring me unka muqabla Maha nami boxer se hua. Zainab ke is naye shauq par logon ki taraf se mukhtalif radd-e-amal saamne aa raha hai, jahan baaz log un ke tareeqay par tanqeed kar rahe hain.