Adakara Sarah Khan ne haaliya guftagu mein mazaq ke taur par apne shohar Falak Shabir ko ‘Abu Bakar Ke Abu’ kehne ke baad un se dilchasp andaz mein maafi mang li hai. Sarah ne mazaqia paigham ke zariye apne alfaz wapas le liye, jis par madah is jori ki pyari nok jhonk se khub mahzooz ho rahe hain.