India ke mashhoor talented actor Nakuul Mehta drama ‘Dar-e-Nijat’ ki soulful OST se is qadar mutasir hue hain ke unhon ne sarhad paar se iski tareef ki hai. Unhon ne social media par fans se sawal kiya hai ke yeh khoobsurat gana kahan mil sakta hai. Inki is story se fans ne India mein Pakistani Dramas ke craze ka andaza lagaya.