Maroof adakaara Maira Khan ko social media par apne western libas aur travel reels par shadeed tanqeed ka samna hai. Drama industry chhorne ke baad Maira ki bold pictures par fans ne hairat aur afsos ka izhar kiya hai, jabke kai users unhe deeni hidayat ki duaein de rahe hain.