South stars Vijay Deverakonda aur Rashmika Mandanna ki mangni ho gayi! Indian media ke mutabiq dono ne private ceremony mein mangni ki jahan sirf family aur close friends shamil tha. Shaadi February 2026 mein expected hai! Ab tak dono ne official announcement nahi ki, lekin fans social media par mubarakbaad de rahe hain!