Maroof adakara Sajal Aly ko un ki chuttiyon ki tasveerein share karne par fans ki narazgi ka samna hai. In tasveeroon mein adakara ko mukhtalif libas pahnay chuttiyan manaate dekha ja sakta hai. Social media sarfeen ne un ke is tarz-e-faza par kafi na-pasandidgi aur tanqeed ka izhar kiya hai.