Dr Nabiha Ali Khan ko apni 34th birthday manane par social media par trolling ka samna hai. Mustard outfit mein Dr Nabiha ne apne shohar Haris Khokhar aur singer Malkoo ke sath saalgirah manayi, sarifeen ne unki umar par sawalat uthaye aur kaha ke unka chehra dekh kar lagta hai ke woh kam az kam 45 saal ki hain.