Nyla Rajah ne makeup video ke doran “Tu Pasand Hai Kisi Aur Ki” gaana sunte hue kaha ke kabhi qareeb rehne wale log apki qadar nahi karte, jabke door wale zyada pyar karte hain. Logon ne ise Imad Wasim ki ex wife Sannia Ashfaq par tanz qarar diya hai. Viewers Nyla ko ghar tornay par sakht bura bhala keh rahe hain.