TTP aur Bar Qambarkhel jirga ke darmiyan 5 points par moahida hua. TTP ne kaha ke woh civilians ko human shield nahi banayenge, Zakat aur Ushr nahi uthayenge, aur na kisi ko agwa ya torture kareinge. Tirah se nikalne ka koi wazeh plan nahi diya gaya. Awam ne moahide par mila jula reaction diya, kuch ne isay drama kaha.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *