Tipu Sharif ne ab tak shadi na karne ki wajah share ki. Tipu ne kaha ke unka dil ek online ladki ke saath pyaar mein lag gaya tha, jo 2.5 saal tak chala, lekin us ladki ne unhe dhoka diya. Is tajurbe ke baad Tipu ab naye rishton mein bharosa nahi karte aur shadi ka sochna bhi avoid karte hain.