Faysal Quraishi ne Talat Hussain ki “dementia” ki bemari aur unki aakhri yaadon par baat ki. Faysal ne bataya ke jab Talat Sahab ne phone par unhen pehchanne se inkaar kiya aur unka kaam pucha Unhon ne rotay hue inkishaf kiya ke apne ustad ko is haal mein dekh kar wo khud ko sambhaal na sakay.