Tabish Hashmi ne siyasat mein aane ke sawal par kaha ke wo filhal sirf apne kaam par tawajjo dena chahte hain. Unka kehna tha ke khali jaib reh kar awam ki khidmat nahi ho sakti, pehle unhen paise kamane hain. Tabish ne mazeed kaha ke wo Iqrar ul Hassan ki tarah 21 saal baad hi aisa koi faisla karenge.