Maroof host Tabish Hashmi ne Geo TV ke comedy show Hasna Mana Hai se 5 saal baad alag hone ka elan kiya hai. Unki is unexcpected alehadgi par fans ka daawa hai ke unhe Azad Kashmir par banayi gayi video ki wajah se hataya gaya hai. Par ab tak koi offical report nahi mili