Comedy host Tabish Hashmi ne apne show Hansna Mana Hai mein apne doosre naam ka raz khol diya. Director Ehteshamuddin ne bataya ke unka asal ghar ka naam “Athar Pasha” hai, jis par Tabish ne bhi confess kiya ke unka NIC par naam “Tabish Ahmed Hashmi” hai, magar unka purana rakha gaya naam “Fakhr-ul-Islam Hashmi” tha, jo baad mein badal diya gaya.