Sonam Kapoor (40) ne 3 saal baad apni post-motherhood comeback announce kar di! Actress ne kaha ke 2022 mein beta Vayu ki paidaish ke baad unhone family ko waqt diya, ab dobara acting mein wapas a rahi hain. Pehla project 2025 ke last quarter mein floor par aayega. Sonam ne kaha: “Ab main wohi karungi jo mujhe sabse zyada pasand hai “acting.”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *