Pakistani drama ‘Mitti De Baway’ ne sirf 11 episodes mein YouTube par 200 million views ka record bana liya hai. Mahira Khan aur Wahaj Ali ki adakari, damdar kirdaron aur anokhi kahani ne shaiqeen ko apni taraf mutawajjah kiya, jis se yeh showbiz ki sab se maqbool series ban gayi hai.