Maroof singer Aima Baig film ‘Jawani Phir Nahi Ani 3’ se acting ka aaghaz karne ja rahi hain. Wo is film mein markazi adakara ke taur par nazar aayengi. Musiqi ki dunya mein naam kamane ke baad un ke is naye safar par fans kafi excited aur enthusiastic nazar aa rahe hain.