Sidharth Malhotra aur Kiara Advani ne Christmas 2025 apni beti Saraayah ke saath celebrate kiya aur Instagram par pyari si jhalak share ki. Couple ne apni baby girl ko “Miss Claus” ke look mein dress kiya. Yeh Saraayah ka pehla Christmas tha, jisay dono ne family ke saath quietly aur special banaya.