Nauman Ijaz ne aik video me Halal aur Haram ke farq par baat karte hue kaha ke Khuda ne iska faisla insan par chora hai. Jab aik fan ne unki showbiz kamai par sawal uthaya, to unhon ne karara jawab dete hue kaha ke kabhi apne Gireban me bhi jhank kar dekhna chahiye.