Khalil Ur Rehman Qamar ne shadi, fitness aur rishton par baat karte hue khawateen ko apne shohar ki mashooqa banne aur khud ko fit rakhne ka mashwara diya hai. Unka kehna hai ke yeh mard ki insecurity hoti hai, agar biwi fit nahi hogi toh mard bahir jaye ga.