Nimra Khan ne talk show Gup Shab me bataya ke shadi ke baad khush khuraki ki wajah se unka weight 3 kg barh gaya hai, jis par wo anxiety ka shikar hain. Unhon ne bataya ke unke pilot shohar unhein support karte hain aur sehat mand routine ke sath goals set karne ka mashwara dete hain.