‘Tamasha’ ke winner aur adakar Saif Ali Khan ne apne naye drama ‘Aap Ki Izzat’ ki kamyabi par mazahiya paigham share kiya hai. Unhon ne social media par kaha ke agar shohar biwi par dhyan na de, to sabziwala mojood hai. Un ke is mazahiya bayan par fans kafi lutf-andoz ho rahe hain.