Maaroof adakara Kubra Khan ne shadi aur rishton par baat karte hue kaha hai ke shohar chahe ghareeb ho, lekin agar woh apni biwi ko khush rakhne ka hunar janta hai toh zindagi ka asal maza tab hi aata hai. Unka yeh bayan social media par khoob pasand kiya ja raha hai.