Punjab ke ilaqe Mananwala mein eik pregnant aurat Iqra Bibi par shohar Zohaib ne tashadud kiya. Police ke mutabiq, aurat ko dando aur eenton se maara gaya. Aurat ko shadeed zakhmon ke saath hospital le jaya gaya, lekin woh wahan dam tor gai. Waqia ka muqadma uske walid ki darkhwast par darj kar ke Zohaib ko giraftar kar liya gaya.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *