Shangla ke coal miners par qayamat toot gayi, sirf 6 dinon mein Balochistan ke coal mines mein 3 alag hadson ne 5 ki jaan le li aur 3 ko zakhmi kar diya. Duki mein baap or beta gas dhamake mein halak hogaye, Orakzai mein 3 aur halak hua. 50 saal se Shangla ke log jaan daav par laga kar kaam kar rahe hain.