Pakistani Singer or Actor Farhan Saeed ne apni biwi Urwa Hocane ke saath shadi ke 9 saal mukammal honay par naya gaana Manzar release kar diya. Yeh gaana unke album Khat ka hissa hai aur iski video mein shadi ke khoobsurat lamhaat dikhaye gaye hain, jo fans ko kaafi pasand aa rahe hain